SONG: Kya Bataye Ki Mohabbat Ki Kahani Kya Hai - क्या बताये की महोब्बत की कहानी क्या है

Kya Bataye Ki Mohabbat Ki Kahani Kya Hai - क्या बताये की महोब्बत की कहानी क्या है

LYRICS:
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai aansuo ne jise pala aansuo ne jise pala wo jawani kya hai wo jawani kya hai kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai yad me layla ke majnu kahi rote dekha yad me layla ke majnu kahi rote dekha maut ki nind me farhad ko sote dekha maut ki nind me farhad ko sote dekha khak me romiyo ki lash tadafti dekhi khak me romiyo ki lash tadafti dekhi juliyat lash pe khanjar se lipatati dekhi juliyat lash pe khanjar se lipatati dekhi kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai hir ne jahar ko hontho se lagaya has ke hir ne jahar ko hontho se lagaya has ke maut ko aap hi ranjhe ne bulaya has ke maut ko aap hi ranjhe ne bulaya has ke tipusar ke liye vingasar ki mahobbat dekhi tipusar ke liye vingasar ki mahobbat dekhi hushn ke paavo me duniya ki hukumat dekhi hushn ke paavo me duniya ki hukumat dekhi kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai duniya walo duniya walo abhi tak pyar ka dil rota hai abhi tak pyar ka dil rota hai aaj bhi duniya me aaj bhi duniya me ulfat pe sitam hota hai ulfat pe sitam hota hai rote dil duniya me ek aag laga dete hai rote dil duniya me ek aag laga dete hai pyar ke aansu jamane ko baha dete hai pyar ke aansu jamane ko baha dete hai ek tufan hai ye aankh ka pani kya hai ek tufan hai ye aankh ka pani kya hai kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai