SONG: Kushiyon Ke Zamaane Aaye Dil Pyaar Ke Gaane Gaaye - ख़ुशियों के ज़माने आए दिल प्यार के गाने गाए

Kushiyon Ke Zamaane Aaye Dil Pyaar Ke Gaane Gaaye - ख़ुशियों के ज़माने आए दिल प्यार के गाने गाए

LYRICS:
kushiyon ke zamaane aaye dil pyaar ke gaane gaaye dil pyaar ke gaane gaaye maine jabse nain milaaye haay kushiyon ke zamaane aaye dhire-dhire teraa-mera meraa-tera pyaar hua dhire-dhire teraa-mera meraa-tera pyaar hua nainon ke bhaag jaage tera didaar hua nainon ke bhaag jaage tera didaar hua honthon par taraane aaye kushiyon ke zamaane aaye is dil ko dil mein le le le le is dil ko dil mein le le le le phir lag jaayein pyaar ke mele mele phir lag jaayein pyaar ke mele mele ho mere dil mein sama ja piya dil mein sama ja tu aaja ab kaahe der lagaaye kushiyon ke zamaane aaye chora-chori tune mere dil ko churaaye liya chora-chori tune mere dil ko churaaye liya joraa-jori tune mohe apna banaaye liya joraa-jori tune mohe apna banaaye liya tune sapne mere sajaaye dil pyaar ke gaane gaaye dil pyaar ke gaane gaaye maine jabse nain milaaye haay kushiyon ke zamaane aaye kushiyon ke zamaane aaye