SONG: Kushi To Qaid Men Hai, Rota Hai Mera Dil - ख़ुशी तो क़ैद में है, रोता है मेरा दिल

Kushi To Qaid Men Hai, Rota Hai Mera Dil - ख़ुशी तो क़ैद में है, रोता है मेरा दिल

LYRICS:
khushi to kaid me hai ye koi jina bhi jina hai are zalim zamane tune dil ka chain chhina hai rota hai mera dil kisko pukaru kya karu jina bhi hai mushkil kisko pukaru kya karu kisko pukaru kya karu, kya karu kya karu rota hai mera dil, kisko pukaru kya karu takdeer ne mujhko lut liya har aas ka suraj dub gaya, har aas ka suraj dub gaya takdeer ne mujhko lut liya har aas ka suraj dub gaya, har aas ka suraj dub gaya ye gam ki ghataye aisi uthi ummid pe paani pher diya, ummid pe paani pher diya ab dur hui manzil, kisko pukaru kya karu ye phul khushi ke kaante hai hum chupke chupke rote hai, chupke chupke rote hai ae maut gavaahi dena tu hum pyar pe kurba hote hai, hum pyar pe kurba hote hai duniya hai badi kaatil, kisko pukaru kya karu kisko pukaru kya karu, kya karu kya karu rota hai mera dil, kisko pukaru kya karu mar jaaye to itna kar dena do aansu aa ke chadha dena, do aansu aa ke chadha dena is pyar ki ujdi basti me ik yaad ka dip jala dena, ik yaad ka dip jala dena tum ho na sake haasil, kisko pukaru kya karu kisko pukaru kya karu, kya karu kya karu rota hai mera dil, kisko pukaru kya karu rota hai mera dil