SONG: Kunwaraa - कुंवारा

Kunwaraa - कुंवारा

LYRICS:
main kya karu main kya karu sare munday sare munday lag gaye kaam se main rah gaya kunwarah main kya karu main kya karu sare munday lag gaye kaam se main rah gaya kunwarah lakh kaha mujhe yaro ne tum phul leke jana lakh kaha mujhe yaro ne tum phul leke jana phool kaha se lata mulakat hui patjhad mein main kya karu main kya karu sare munday lag gaya kaam se main rah gaya kunwarah lakh kaha mujhe yaro ne gadi mein baith ke jana lakh kaha mujhe yaro ne gadi mein baith ke jana ho gayi taxio ki hadtal aur main taange par sawar haye main rah gaya kanwara main kya karu main kya karu sare munday lag gaya kaam se main rah gaya kunwarah danga kar ke shadi ke daftar mein naam likhaya danga kar ke shadi ke daftar main naam likhaya shadi ki fees na thi aur shadi daftar ke kharche main rah gaya kunwarah main kya karu main kya karu sare munday lag gaya kaam se main rah gaya kunwarah sare munday lag gaya kaam se main rah gaya kunwarah main kya karu main kya karu sare munday lag gaya kaam se main rah gaya kunwarah