SONG: Kudrat Ki Hai Badhai Bhai - कुदरत की है बढ़ाई

Kudrat Ki Hai Badhai Bhai - कुदरत की है बढ़ाई

LYRICS:
kudrat ki hai badhai kudrat ki hai badhai bhai kudrat ki hai badhai kudrat ki hai badhai nich unch ka bhed jaha nahi nich unch ka bhed jaha nahi band prem batlaaye jo band prem batlaaye wahi to saccha, wahi to uncha wahi to saccha, wahi to uncha maanav dharam kahaaye maanav dharam kahaaye kudrat ki hai badhai kudrat ki hai badhai kudrat ki hai badhai jo bhule ko raah dikhaaye jo bhule ko raah dikhaaye nij samaan apnaai nij samaan apnaai wahi manushy hai wahi devta wahi manushy hai wahi devta prem ki de duhaai jo prem ki de duhaai kudrat ki hai badhai kudrat ki hai badhai bhai parmaatma ki shristi me koi unch nich nahi sabhi uski god me phulte falte hai maanav ko ek dusre ki seva karni chahiya sabhi dharmo ka yahi param tatv ki jan seva hi sacchi ishwar seva hai mandir murat sabhi jagah hai mandir murat sabhi jagah hai ek prem ki dhaal ek prem ki dhaal band prem ka raaz jaha hai band prem ka raaz jaha hai wahi basat bhagwaan wahi basat bhagwaan, bhagwaan, bhagwaan