SONG: Kuchh Bhee Kahega, Chanda Mama Se Pyara Mera Mama - कुछ भी कहेगा, चंदा मामा से प्यारा मेरा मामा

Kuchh Bhee Kahega, Chanda Mama Se Pyara Mera Mama - कुछ भी कहेगा, चंदा मामा से प्यारा मेरा मामा

LYRICS:
kuchh bhi kahega tohabhi nahi jaungi kahi nahi jaungi kabhi nahi jaungi ho chanda mama se pyara mera mama ho chanda mama se pyara mera mama meri ankho ka tara mera mama, mera mama na to maa ki mili hai mamata na bapu ka saya na to maa ki mili hai mamata na bapu ka saya teri god me aa baithi hu dekh ke thandi chhaya mera jivan sahara, mera jivan sahara mera jivan sahara mera mama meri ankho ka tara mera mama, mera mama ek din dulhe raja ke sang char kahar bulau ek din dulhe raja ke sang char kahar bulau apne hathon se hi doli me tujhe bithau us din mujhko chhod ke tu aisi duniya me jaye har ek ladki jahan se vapas laut ke phir na aye rota rahega bechara tera mama rota rahega bechara tera mama ho chanda mama se pyara mera mama meri ankho ka tara mera mama ho chanda mama