SONG: Kuch To Hoga Jo Kisi Ke Darr Pe - कुछ तो होगा जो किसी के दर पे

Kuch To Hoga Jo Kisi Ke Darr Pe - कुछ तो होगा जो किसी के दर पे

LYRICS:
kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main kuch to hoga dekhkar surat kisi ki aur chala jata hun main aur chala jata hun main kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main kuch to hoga kya pata wo mujh pe shayad raham karwane lage raham karwane lage apna haal dekh ke unko sunata hun main unko sunata hun main kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main kuch to hoga mera maksad mangna hai wo wo mujhe kuch de na de wo mujhe kuch de na de apna daman unke aage roj failata hun main roj failata hun main kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main kuch to hoga mujhse pucho kya maja hai mithi mithi chot mein mithi mithi chot mein naumide mein umido ka maja pata hun main kya kya maja pata hun main kuch to hoga jo kisi ke dar pe aa jata hun main kuch to hoga dekhkar surat kisi ki aur chala jata hun main aur chala jata hun main kuch to hoga