SONG: Kuch Rang Badal Rahi Hai - कुछ रंग बदल रही हैं मेरी उनकी बातचीत

Kuch Rang Badal Rahi Hai - कुछ रंग बदल रही हैं मेरी उनकी बातचीत

LYRICS:
kuch rang badal rahi hai meri unki baatchit kuch rang badal rahi hai meri unki baatchit ek choti si pahchan ek choti si pahchan kahi ban na jaye preet kahi ban na jaye preet aankho me jadu bharkar wo aaye mere ghar par wo aaye mere ghar par kal tak jo the anjane kal tak jo the anjane wo aaj hue meet ek choti si pahchan kahi ban na jaye preet kahi ban na jaye preet aye dil aye dil jara sambhalna tu unse bachke chalna aye dil aye dil jara sambhalna unki gali me natkhat ban than ke mat nikalna unki gali me natkhat ban than ke mat nikalna ye din hai jawaani ke bachpan gaya hai beet ek choti si pahchan kahi ban na jaye preet kahi ban na jaye preet mai hu saloni bala mai hu saloni bala mera man hua matwala ho mera man hua matwala jhalka hai mera joban chalka hai mera pyala jhalka hai mera joban chalka hai mera pyala pahucha nahi manzil pe meri zindagi ka geet meri zindagi ka geet ek choti si pahchan kahi ban na jaye preet kahi ban na jaye preet