SONG: Kuch Kehne Ko Aaya Tha, Kya Kehna Tha Yaad Nahi - कुछ कहने को आया था मै कुछ कहने को आया था याद नहीं

Kuch Kehne Ko Aaya Tha, Kya Kehna Tha Yaad Nahi - कुछ कहने को आया था मै कुछ कहने को आया था याद नहीं

LYRICS:
kuch kehne ko aaya tha mai kuch kehne ko aaya tha kya kehna tha yad nahi are yad hai bas itna ke kuch kehna tha kuch soch ke aayi thi mai kuch soch ke aayi thi kya socha tha bhul gayi par ye nahi bhuli ke kuch kehna tha kuch kehne ko aaya tha mai kuch soch ke aayi thi aisi kya bat hai jo tumko yad nahi are wahi kahoge jo kahte aye ho ham to samjh gaye ke tum kya bhule ho are wahi to hoga jo na kah paye ho mere hamdam dil ki bate ham tum bin bole samjh gaye jo meri kahani hai wah tera fasana hai dono yahi kahde ke kuch kehna tha kuch kehne ko aaya tha mai kuch kehne ko aaya tha kya kehna tha yad nahi are yad hai bas itna ke kuch kehna tha kuch kehne ko aaya tha baho me baharo me sawan ki fuharo me dilwar wahi jo dil ki bate jan le isharo me baho me baharo me sawan ki fuharo me dilwar wahi jo dil ki bate jan le isharo me bato me bat ko chupakar kya hoga are kano me kahdo jo dil me kahti ho dil ki bat hai bhala mai kya janu are usi se pucho jo dil me rahti ho mohabbat ki ghadi biti ham to bato me ulajh gaye tu meri tamanna hai tu mera sahara hai pahle jo kahte the to kya kahna tha kuch soch ke aayi thi mai kuch soch ke aayi thi kya socha tha bhul gayi par ye nahi bhuli ke kuch kehna tha