SONG: Kuch Din Baad Hi Ban Jayenge Hum Tum Daddy Mummy - कुछ दिन बाद ही बन जायेंगे हम तुम डेडी मम्मी

Kuch Din Baad Hi Ban Jayenge Hum Tum Daddy Mummy - कुछ दिन बाद ही बन जायेंगे हम तुम डेडी मम्मी

LYRICS:
kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho na to ab mai raha nikamma na tu rahi nikammi kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho na to ab mai raha nikamma na tu rahi nikammi kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho ab tum ghar me baith ke pagli kiya karo aaram aane wale ka kuch tum bhi soch ke rakho naam ab tum ghar me baith ke pagli kiya karo aaram arey aane wale ka kuch tum bhi soch ke rakho naam arey kali khili to pammy kahna phul khila to shammy kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho achha ye to soche apna munna hoga kaisa shakal se hoga tere jaisa akal se mere jaisa achha ye to soche apna munna hoga kaisa shakal se hoga tere jaisa akal se mere jaisa ek naye bandhan me bandke teri meri jodi zami kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho chahe hum na rahe jaha me rahega koi apna karega pura jo duniya me apna rangi sapna chahe hum na rahe jaha me rahega koi apna karega pura jo duniya me apna rangi sapna pyar se tujhko kahega papa lad se mujhko mummy kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho na to ab mai raha nikamma na tu rahi nikammi kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho