SONG: Kuch Apna Bana Ke Chod Diya - कुछ अपना बना के छोड़ दिया

Kuch Apna Bana Ke Chod Diya - कुछ अपना बना के छोड़ दिया

LYRICS:
kuch apna bana ke chod diya kuch aag laga ke chos diya ye kis jalim ki mahobbat hai ye kis jalim ki mahobbat hai tufan me lake chod diya kuch apna bana ke pahle to najar ke sagar me halki si gulabi main bharti pahle to najar ke sagar me halki si gulabi main bharti aur hontho pe ungali ko rakh kar aur hontho pe ungali ko rakh kar pine ke liye bhi na karti bedard ne kis bedardi se bedard ne kis bedardi se sagar ko dikha ke chod diya kuch apna bana ke chod diya kuch aag lagake dipak ne sikhaya tha mujhko main hole hole jalti thi dipak ne sikhaya tha mujhko main hole hole jalti thi ik aag daba kar sine me ik aag daba kar sine me main karwat tak na badalti thi par ek aansu ne aankh se gir kar par ek aansn ne aankh se gir kar dil ka tala tod diya kuch apna bana ke chod diya kuch aag laga ke