SONG: Krishna O Kale Krishna Tune Ye Kya Kiya - कृष्णा ओ काले कृष्णा

Krishna O Kale Krishna Tune Ye Kya Kiya - कृष्णा ओ काले कृष्णा

LYRICS:
krishna o kale krishna krishna o kale krishna tune ye kya kiya kaisa badla liya rang deke mujhe apna krishna o kale krishna tune ye kya kiya kaisa badla liya rang deke mujhe apna krishna o kale krishna pooje sabhi kale bhagwan ko or thukraye sab kale insan ko pooje sabhi kale bhagwan ko or thukraye sab kale insan ko bansi ki dhun me magan tu rahe bansi ki dhun me magan tu rahe tujhko kya julm jo koi lakho sahe krishna o kale krishna tune ye kya kiya kaisa badla liya rang deke mujhe apna krishna o kale krishna surat to kali chupa na saku kitna ujala hai dil ye dikha na saku surat to kali chupa na saku kitna ujala hai dil ye dikha na saku dil mujhko acha diya tha agar dil mujhko acha diya tha agar kyu na di tune dunia ko achi najar krishna o kale krishna tune ye kya kiya kaisa badla liya rang deke mujhe apna krishna o kale krishna