SONG: Krishna Agar Tum Radha Hote - कृष्ण अगर तुम राधा होते

Krishna Agar Tum Radha Hote - कृष्ण अगर तुम राधा होते

LYRICS:
krishan agar tum radha hote mai hoti ghansham bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota krishan agar tum radha hote mai hoti ghansham bolo kya jab mai kehta murli bajao jab mai kehta murli bajao tum kehti chhodo na satao fir milna kal sham bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota sanjh savere murli baja ke sanjh savere murli baja ke tumhre man me aag lagati tumhre man me aag lagati fir mai dauda dauda aata mujhko duniya rok na paati sab karte badnaam bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota jab tum aate paniya bharan ko jab tum aate paniya bharan ko mai tumhri gagar ko chupati mai tumhri gagar ko chupati fir mai tumhri binti karta or hasi tumko aa jati sakhiya dharti naam bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota jab tum jamna tat pe nahate jab tum jamna tat pe nahate mai chup jati vastr chura ke mai chup jati vastr chura ke fir mai suchmuch dubne lagta tum hi bachati mujhko aake ye hota aanjam bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota krishan agar tum radha hotemai hoti ghansham bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota bolo kya hota