SONG: Koyi Dur Bajaye Bansuri, Chhede Dil Ke Taar - कोई दूर बजाये बांसुरी, छेड़े दिल के तार

Koyi Dur Bajaye Bansuri, Chhede Dil Ke Taar - कोई दूर बजाये बांसुरी, छेड़े दिल के तार

LYRICS:
koyi dur, bajaye bansuri koyi dur, bajaye bansuri chhede dil ke taar, raat hai milne ki koyi dur, bajaye bansuri chhede dil ke taar, raat hai milne ki jaagu ab tak, mai bawari soye sab sansar, raat hai milne ki jaagu ab tak, mai bawari soye sab sansar, raat hai milne ki tan ki sudh bisraye tan ki sudh bisraye more man ka chain churaye more man ka chain churaye saajan re, ye bairan man ke soye dard jagaye soye dard jagaye tarsaye sukh ki chandani tadpe ghayal pyar, raat hai milne ki jo saajan ke paas hain jo saajan ke paas hain unko ye rut sheetal laage unko ye rut sheetal laage jiska preetam bichhad gaya wo na soye na jaage na soye na jaage chhalke nainan ki gaagri man se uthe pukar, raat hai milne ki koyi dur, bajaye bansuri chhede dil ke taar, raat hai milne ki koyi dur, bajaye bansuri