SONG: Koyee Toh Ho Jiske Liye, Jina Ho Toh Marna Pade - कोई तो हो जिसके लिए, जीना हो तो मरना पड़े

Koyee Toh Ho Jiske Liye, Jina Ho Toh Marna Pade - कोई तो हो जिसके लिए, जीना हो तो मरना पड़े

LYRICS:
koi to ho jiske liye jina ho to marna pade koi to ho jiske liye jina ho to marna pade are marna ho to jina pade badi mushkil hai yeh dil vil yah dil vil uff allah badi mushkil hai yah dil vil yah dil vil uff allah yah dil vil uff allah koi to ho jiske liye jina ho to marna pade are he he marna ho to jina pade ho koi to ho mil jaye to he shakho pe rakh ke aise sajaye aankho mein saare maisam bitaaye shabnam mein bhigi baate sunaye aankho mein sare mausam bitaye ke aankho mein koi to ho jiske liye jina ho to marna pade are marna ho to jina pade aisa bhi hoga ek roj jab tum hamare ghar aao to ho ruk jaye sari duniya ke raste aa jaye aansu jab hanste hanste fir nahi aana naa kahi jana ruk jaye rahe muk jaye raste ke raste mein koi to ho jiske liye jina ho to marna pade are marna ho to jina pade badi mushkil hai yah dil vil yah dil vil uff allah badi mushkil hai yah dil vil yah dil vil uff allah yah dil vil uff allah