SONG: Koyee Dil Me Samaya Chupake Chupake Chupake - कोई दिल में समाया चुपके चुपक चुपके

Koyee Dil Me Samaya Chupake Chupake Chupake - कोई दिल में समाया चुपके चुपक चुपके

LYRICS:
koi dil me samaya chupke, chupke, chupke koi dil me samaya chupke, chupke, chupke mere sapno me aaya chhup ke koi dil me samaya chupke, chupke, chupke dabe dabe paanv mere samne wo aa gaye dabe dabe paanv mere samne wo aa gaye laaj ke mare more naina sharma gaye laaj ke mare more naina sharma gaye maine mukhda chhupaya chhup ke, chhup ke, chhup ke maine mukhda chhupaya chhup ke, chhup ke, chhup ke mere sapno me aaya chhup ke koi dil me samaya chupke, chupke, chupke piya kahne lage gauri hume tarsao na piya kahne lage gauri hume tarsao na jiya bekarar hai mukhda chhupao na jiya bekarar hai mukhda chhupao na maine ghunghat hataya ruk ke, ruk ke, ruk ke maine ghunghat hataya ruk ke, ruk ke, ruk ke mere sapno me aaya chhup ke koi dil me samaya chupke, chupke, chupke koi dil me samaya chupke, chupke, chupke