SONG: Koyaliya Gaati Hai Payaliya Chhankati Hai - कोयलिया गाती है पायलिया छनकाती है

Koyaliya Gaati Hai Payaliya Chhankati Hai - कोयलिया गाती है पायलिया छनकाती है

LYRICS:
koyaliya gaati hai paayaliya chhankaati hai koyaliya gaati hai paayaliya chhankaati hai sard hava jab aati hai suyi chubha ke jaati hai nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua koyaliya gaati hai paayaliya chhankaati hai sard hava jab aati hai suyi chubha ke jaati hai nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua koyaliya gaati hai mitha mitha dard hai mithi mithi pyaas hai chadhati javaani ka pehla ehsaas hai mitha mitha dard hai mithi mithi pyaas hai chadhati javaani ka pehla ehsaas hai baaho me samet lu mahaki bahaar ko dil kahe rok lu nadiya ki dhaar ko dolo tum balakhaao bin saavan laharaao nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua koyaliya gaati hai thandi thandi aag hai bhiga bhiga ang hai dase tanhaayiya koyi nahi sang hai thandi thandi aag hai bhiga bhiga ang hai dase tanhaayiya koyi nahi sang hai saanse hai dhua jalta hai man mera lehro ke bich me sulge badan mera rah rah ke ghabaraau jal me na jal jaau nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua koyaliya gaati hai paayaliya chhankaati hai sard hava jab aati hai suyi chubha ke jaati hai nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua koyaliya gaati hai