SONG: Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe - कोतवाल दरोगा अपना के अब डर काहे

Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe - कोतवाल दरोगा अपना के अब डर काहे

LYRICS:
kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe ke ab dar kahe ka mohe kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe ke ab dar kahe ka mohe dhobiya re dhobiya dhobiya re dhobiya rang de chunariya dho de dupatta mora rang de chunariya dho de dupatta mora nahi to dharwa dungi tohe jail karwa dungi tohe kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe ke ab dar kahe ka mohe ho halwai ji ho halwai ji teri unchi dukan hai fika pakwan hai makhiyo ka raza hai tu yahi teri shan hai ho halwai ji ho halwai ji teri unchi dukan hai fika pakwan hai makhiyo ka raza hai tu yahi teri shan hai mohe peda jalebi deja mohe peda jalebi deja nahi to pitwa dungi tohe kode lagwa dungi tohe kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe ke ab dar kahe ka mohe o teliya re teliya o teliya re teliya sun le dafaliya pan lagate jana are tu pan lagate jana nahi to faswa dungi tohe qaid karwa dungi tohe kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe ke ab dar kahe ka mohe o majhiya re majhiya o majhiya re majhiya chandani ratiya me nadiya me sair karana chandani ratiya me nadiya me sair karana nahi to bandhwa dungi tohe chakki piswa dungi tohe kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe ke ab dar kahe ka mohe kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe ke ab dar kahe ka mohe