SONG: Koi Yu Dil Me - कोई यूँ दिल में बसा जाता है क्यूँ

Koi Yu Dil Me - कोई यूँ दिल में बसा जाता है क्यूँ

LYRICS:
koi yun dil mein basa jata hai kyun koi yun dil mein basa jata hai kyun dil mein aake dil ko tadpata hai kyun dil mein aake dil ko tadpata hai kyun isko jab mujhse mohabbat hi nahi isko jab mujhse mohabbat hi nahi phir sapan mein mere aata hai kyun phir sapan mein mere aata hai kyun aa pyar karti hai meri najare jise aa pyar karti hai meri najare jise pyar ki najaron se ghabrata hai kyun pyar ki najaron se ghabrata hai kyun ho dil ki hasrat hai use apna kahe ho dil ki hasrat hai use apna kahe koi begana bana jata hai kyun koi begana bana jata hai kyun koi yun dil mein basa jata hai kyun dil mein aake dil ko tadpata hai kyun