SONG: Koi Toh Aayega - कोई तो आएगा

Koi Toh Aayega - कोई तो आएगा

LYRICS:
gandi hai duniya gandi iraadon se gaddi paise ke pichhe bhaga hai zor se koi toh aayega bhagwan ke badle mein tere antim toh likha hai iske hath mein haan nana na na nana na na nana na na na na nana na na suraj ke jaise garmi faulad ke jaisa seena na iske saamne koyi galti kar paaye dobara jo dhoop mein khud hi jal ke deta auron ko saaya woh aisi roshni hai jo jag roshan kar de saara woh waqt se aage bhaagta suraj se pehle jaagta woh khud mein ek kanoon hai jo faisla kar de saara gandi hai duniya gandi iraadon se gaddi paise ke pichhe bhaga hai zor se koyi to aayega bhagwan ke badle mein tere antim toh likha hai iske hath mein haan.