SONG: Koi To Sune Mere - कोई तो सुने मेरे

Koi To Sune Mere - कोई तो सुने मेरे

LYRICS:
koi to sune mere ghum ka fasana kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana koi to sune mere ghum ka fasana kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana kafas mein aye bul-bul jee bhar ke ro le tu, jee bhar ke ro le kafas mein aye bul-bul jee bhar ke ro le tu, jee bhar ke ro le chuman mein tera jal gaya ashiyana kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana koi to sune mere ghum ka fasana kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana kasam hai tumhe meri, haye kasam hai tumhe meri barabadiyon ki, han barabadiyon ki kasam hai tumhe meri, haye kasam hai tumhe meri barabadiyon ki, han barabadiyon ki meri mout par tum na ansoo bahana kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana koi to sune mere ghum ka fasana kahin mar dale na zalim zamana, zalim zamana