SONG: Koi Sun Ke Kya Karega Mere Dard - कोई सुन के क्या करेगा मेरे दर्द

Koi Sun Ke Kya Karega Mere Dard - कोई सुन के क्या करेगा मेरे दर्द

LYRICS:
koi sun ke kya karega koi sun ke kya karega mere dard ka fasana mere dard ka fasana huaa gam ki bijliyon se mera khak aashiyana mere aansuo se punchho meri dukh bhari kahani mere aansuo se punchho meri dukh bhari kahani jo tadap raha tha bachpan to ujad gai jawani na mila mere labo ko na mila mere labo ko kabhi khul ke muskurana huaa gam ki bijliyon se mera khak aashiyana kise apna gam dikhau koi mera gam na jane mare haal per hanse ja yu hi bewfa jamane meri jindagi bani hai meri jindagi bani hai tere julm ka nishana huaa gam ki bijliyo se mera khak aashiyana koi sun ke kya karega mere dard ka fasana mere dard ka fasana huaa gam ki bijliyon se mera khak aashiyana