SONG: Koi Sone Ke Dilwala, Koi Chandi Ke Dilwala - कोई सोने के दिलवाला, कोई चाँदी के दिलवाला

Koi Sone Ke Dilwala, Koi Chandi Ke Dilwala - कोई सोने के दिलवाला, कोई चाँदी के दिलवाला

LYRICS:
koi sone ke dilwala, koi chandi ke dilwala sheeshe ka hain matwale tera dil mehfil ye nahi teri diwane kahin chal koi sone ke dilwala, koi chandi ke dilwala sheeshe ka hain matwale tera dil mehfil ye nahi teri diwane kahin chal hain to sanam lekin patthar ke sanam yaha pyar wali narmi, adaao me kaha hain to sanam lekin patthar ke sanam yaha pyar wali narmi, adaao me kaha hotho se dekh inke, takaraye na tera pyala koi sone ke dilwala, koi chandi ke dilwala sheeshe ka hain matwale tera dil mehfil ye nahi teri diwane kahin chal kya janiye kahan se aati hai kano me sada hain diwane gam tera sab se juda kya janiye kahan se aati hai kano me sada hain diwane gam tera sab se juda is mehfil se utha dil, na bahlega ye matwala koi sone ke dilwala, koi chandi ke dilwala sheeshe ka hain matwale tera dil mehfil ye nahi teri diwane kahin chal koi sone ke dilwala, koi chandi ke dilwala sheeshe ka hain matwale tera dil mehfil ye nahi teri diwane kahin chal