SONG: Koi Pukar Piya Piya Ho Piya Piya - कोई पुकारे पिया पिया हो पिया पिया

Koi Pukar Piya Piya Ho Piya Piya - कोई पुकारे पिया पिया हो पिया पिया

LYRICS:
koi pukare piya piya ho piya piya koi pukare piya piya ho piya piya dil o balam teri yaad me koi pukare piya piya ho piya piya o sajan teri yaad me o balam teri yaad me jab milke bichad jana tha hame jab milke bichad jana tha hame kyu pyar hua kyu nain mile kyu pyar hua kyu nain mile rahe yaha tum rahu vaha ham rahe yaha tum rahu vaha fir kaise fir kaise dil ko chain mile haye chain mile fir kaise dil ko chain mile haye chain mile pal pal roye mera jiya haye mera jiya o sajan teri yaad me o balam teri yaad me tu dekh le aakar tere siva tu dekh le aakar tere siva hotho pe kisi ka naam nahi hotho pe kisi ka naam nahi mai tere liye tu mere liye mai tere liye tu mere liye duniya se duniya se hame kuch kaam nahi haye kaam nahiduniya se duniya se hame kuch kaam nahi haye kaam nahi sab kuch hamne bhula diya ho bhula diya o sajan teri yaad me o balam teri yaad me koi pukare piya piya ho piya piya o sajan teri yaad me o balam teri yaad me ek do tin o sajan teri yaad me o balam teri yaad me o sajan teri yaad me koi pukar piya piya piya piya o sajan teri yaad me o balam teri yaad me o sajan teri yaad me o balam teri yaad me