SONG: Koi Pehna Gaya Pyar Se Pyar Ki Nishani Chudiya - कोई पहना गया प्यार से प्यार की निशानी चूडियाँ

Koi Pehna Gaya Pyar Se Pyar Ki Nishani Chudiya - कोई पहना गया प्यार से प्यार की निशानी चूडियाँ

LYRICS:
koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya aaj mai kuch bhi mangti mil jata aaj mai kuch bhi mangti mil jata bin mange mili hari chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya gori kalai me khan khan ye bole gori kalai me khan khan ye bole kano me sinduri sangeet ghole sajanva ayenge tumko lejayenge kahe bar bar ye dewani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya jane sajanwa ne kaise ye jana jane sajanwa ne kaise ye jana lage yahi rang mujhko suhana kajra ho bindi ho mahawar ho mehandi ho sola singar ki hai rani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya har ek suhagan hai inki saheli har ek suhagan hai inki saheli jitni purani hai ye utni naveli sone ki hire ki na na na shishe ki duniya ne shub sada mani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya aaj mai kuch bhi mangti mil jata aaj mai kuch bhi mangti mil jata bin mange mili hari chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya