SONG: Koi Naina Mila Ke Chala Gaya - कोई नैन मिला के चला गया

Koi Naina Mila Ke Chala Gaya - कोई नैन मिला के चला गया

LYRICS:
o koi nain mila ke chala gaya ek aag laga ke chala gaya haye chala gaya o koi nain mila ke chala gaya ek aag laga ke chala gaya haye chala gaya us din se dil par bojh hai ab main hu uski yaad hai haye yaad hai ab main hu uski yaad hai jo nain haye koi nain mila ke chala gaya ek aag laga ke chala gaya haye chala gaya ab ksiko kahu apne dukhde dil hua mera tukde tukde mera chain liya aaram liya mera chain liya aaram liya dil ne fir usi ka naam liya haye naam liya dil ne fir usi ka naam liya haye naam liya jo nain mila ke chala gaya ek aag laga ke chala gaya haye chala gaya ek aah nikati hai tan se fariyad nikalti hai man se hai man se biraha mein jal jal marti hu biraha mein jal jal marti hu par yaad usi ko main karti hu haye marti hu par yaad usi ko main karti hu jo nain mila ke chala gaya jo nain mial ke chala gaya ek aag laga ke chala gaya haye chala gaya