SONG: Koi Nahi Meharban - कोई नहीं मेहरबां

Koi Nahi Meharban - कोई नहीं मेहरबां

LYRICS:
karar de mere maula ke bekarar hu mai khuda bhi jispe taras khaye wo bahar hu mai koi nahi meharba mushkil me hai meri jaa ye to bata aasma haye mai jau kaha koi nahi meharba mushkil me hai meri jaa ye to bata aasma haye mai jau kaha gam ki ghata chha gayi taro ko nind aa gayi gam ki ghata chha gayi taro ko nind aa gayi bujh gaya dil ka deeya aisi chali aandhiya koi nahi meharba mushkil me hai meri jaa ye to bata aasma haye mai jau kaha tune diya aisa gam ghutne laga mera dam tune diya aisa gam ghutne laga mera dam maalik utha le mujhe ya de mujhe meri jaa koi nahi meharba mushkil me hai meri jaa ye to bata aasma haye mai jau kaha haye mai jau kaha haye mai jau kaha