SONG: Koi Na Ho Is Jag Me Data Ankho Se Majbur - कोई ना हो इस जग में दाता आँखों से मजबूर

Koi Na Ho Is Jag Me Data Ankho Se Majbur - कोई ना हो इस जग में दाता आँखों से मजबूर

LYRICS:
koi na data is jag me ankho se majbhur dunia me rah kar bhi hum hai is dunia se dur ankhe badi hai nemat baba ankhe badi hai nemat baba jinse jag ujiyara andho par kya gujare ye kya jane ankho vala ankhe badi hai nemat baba baba baba ankhe badi hai nemat baba oro ki to rat andheri apna din bhi andhera oro ki to rat andheri apna din bhi andhera hum hai jaha par us dunia par kabhi na hua sawera suraj chand sitare sab ko suraj chand sitare sab ko dekha humne kala ankhe badi hai nemat baba baba baba ankhe badi hai nemat baba kadam kadam par thokar khaye rah chali na jaye kadam kadam par thokar khaye rah chali na jaye fir te hai apne kandhe par apni lash uthaye jiwan bhi ek bojh bana hai jiwan bhi ek bojh bana hai kab tak jaye sambhala ankhe badi hai nemat baba baba baba ankhe badi hai nemat baba kab tak yu hi sahte jaye dunia ke tano ko nur chhina data behra bhi kar de kano ko dekh liya ji bhar ke humne tera khel nirala tera khel nirala dekh liya ji bhar ke humne tera khel nirala ankhe badi hai nemat baba ankhe badi hai nemat baba ankhe badi hai nemat baba jinse jag ujiyara andho par kya gujare ye kya jane ankho vala ankhe badi hai nemat baba