SONG: Koi Mila Raah Me Aur Dil Kho Gaya - कोई मिला राह में और दिल खो गया

Koi Mila Raah Me Aur Dil Kho Gaya - कोई मिला राह में और दिल खो गया

LYRICS:
bolo na, koi mila raah me achha, aur dil kho gaya fir kya hua, are haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya koi mila raah me aur dil kho gaya koi mila raah me aur dil kho gaya fir kya hua, are haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya usne bhi dekha maine bhi dekha usne bhi dekha maine bhi dekha haye dono ki najre mili oye oye dur se, ye baat hai mai bhi na boli vo bhi na bola mai bhi na boli vo bhi na bola haye aankho me baat hui hoye hoye dur se o mujhe pyar se, achha yu hi dekha kiya are haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya uske ishare the bade pyare uske ishare the bade pyare haye mai un isharo me haye haye haye kho gayi, haay daiya tauba ji tauba aage hua kya tauba ji tauba aage hua kya are mai to diwani si ho gayi jane kya soch ke, soch ke vo karib aa gaya, fir kya hua are haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya hosh uda ke pyar jata ke hosh uda ke pyar jata ke are jalim ne dil mera haye haye haye le liya socha na samjha dekha na bhala socha na samjha dekha na bhala are dil le ke dard mujhe haye haye de diya mera dil chin ke haay vo kahi chal diya fir kya hua, are haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya koi mila raah me aur dil kho gaya koi mila raah me aur dil kho gaya haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya haye gajab ho gaya