SONG: Koi Le Lo Bhaiya - ले लो भैया, कोई ले लो भैया

Koi Le Lo Bhaiya - ले लो भैया, कोई ले लो भैया

LYRICS:
le lo bhaiya, koi le lo bhaiya taabiz hai mera bade kaam ka aur daam ka taabiz hai mera bade kaam ka aur daam ka, le lo bhiya koi le lo, koi le lo bhaiya koi le lo bhaiya jo koi ise gale me pehne uski kismat ke kya kehne jo koi ise gale me pehne uski kismat ke kya kehne rank bhi ho to raja banker sabpar hukum chalaye rank bhi ho to raja banker sabpar hukum chalaye koi le lo bhaiya koi le lo bhaiya ha jo koi ise hath me lekar jo koi ise hath me lekar chu kah kar bas funke mantar uski chaari bina bulaye uske paas na jaye ha ha uske paas na jaye ha uski chaar bina bulaye uske paas na jaye ha uski chaar bina bulaye uske paas na jaye koi le lo, koi le lo bhaiya koi le lo bhaiya, koi le lo bhaiya