SONG: Koi Kisi Se Dil Na Lagaye - कोई किसी से दिल ना लगाए

Koi Kisi Se Dil Na Lagaye - कोई किसी से दिल ना लगाए

LYRICS:
koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye din ka chain, raato ki nindiya din ka chain, raato ki nindiya kaahe koi gawaye, kaahe koi gawaye koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye mere pahlu me bhi ek chhota sa dil hota tha mere pahlu me bhi ek chhota sa dil hota tha un dino aah na bharta tha na main rota tha aankh milte hi gaya aankh milte hi gaya dil jo paraye bas me aankh milte hi gaya dil jo paraye bas me yaad baaki hai mere dil ki meri nas nas me yaad baaki hai mere dil ki meri nas nas me dil lutakar yahi shikwa hai jaba par haye dil lutakar yahi shikwa hai jaba par haye koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye koi kisi se dil na lagaye