SONG: Koi Khanjar Se Koi Talwaar Se - कोई खंजर से कोई तलवार से

Koi Khanjar Se Koi Talwaar Se - कोई खंजर से कोई तलवार से

LYRICS:
koi khanjar se koi talwar se mara gaya koi khanjar se koi talwar se mara gaya aur koi aankho ke tirche vaar se mara gaya ha apni marni ka sabab yaro magar kuch aur tha naam ab kis kis ka le vo katilo ka daur tha hame to maar diya hame to maar diya kasti topi walo ne hame to maar diya kasti topi walo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne hame to maar diya kasti topi walone juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne churi chali par chalai magar chalai mohabbat se khilona jaan ke khele sabhi ki ijzat se khilona jaan ke khele sabhi ki ijzat se chada hua tha nasha itna jhuthi takat ka kiya na kaam koi bhul kar sarafat se hawa ke gode ye kuch dino sanwar huye gire to sabki najar me jalilo haar huye hame to maar diya kasti topi walo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne hame to maar diya kasti topi walo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne gariba kaam ko vo sabj baag dikhlaye ke roti kapde ka hargij khyal na aaye ke roti kapde ka hargij khyal na aaye tasaliyo se garibo ka pet bharte rahe aur apne chamcho ko din raat halve khilaye jo ristedar unko bade plat diye rahim aur raam ko jhopdo allot kiye hame to maar diya kasti topi walo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne hame to maar diya kasti topi walo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne hame bhi khane ko do waqt toda mil jata jamin kanpati ya aasaman hil jata jamin kanpati ya aasaman hil jata kaho amiro ki baho me aag lag jati kisi garib ke jo dil ka gumcha khil jata kisi garib ke jo dil ka gumcha khil jata khuda jo roje qayamate hisab mangega har ek sawal ka sacha jawab mangega jo maal bej diya hai videshi banko me kaha hai rakhi hui vo kitab mangega kaha hai rakhi hui vo kitab mangega ye kursi wale gunaho ke bhoj ke maro khuda ke samne bolenge kya ye hatyare to do jahan ka malik ye faisala dega ye jo jakhi hai jahanum me daal do sare ye jo jakhi hai jahanum me daal do sare hame to maar diya kasti topi walo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne hame to maar diya kasti topi walo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne hame to maar diya kasti topi walo ne juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne