SONG: Koi Kab Tak Rahe Akela - कोई कब तक रहे अकेला, मौसम आया अलबेला

Koi Kab Tak Rahe Akela - कोई कब तक रहे अकेला, मौसम आया अलबेला

LYRICS:
koi kab tak rahe akela, mausam aaya albela koi kab tak rahe akela koi kab tak rahe akeli, rut aayi hai albeli koi kab tak rahe akeli koi kab tak rahe akela, banke chaila albela main magarmach mastana main machali ka diwana main magarmach mastana main machali ka diwana main machli jal ki raani, ganga meri rajdhaani main machli jal ki raani, ganga meri rajdhaani ham bagala bhakt purane, hai majnu duniya jane hai machhli apni laila, hai machhli apni laila koi kab tak rahe akela, banke chaila albela machhli jal se teer lagaye machhli jal se teer lagaye kabhi vyog ki ghadi na aaye kabhi vyog ki ghadi na aaye ek ek hi wo jaan gavaye ek ek hi wo jaan gavaye preet nahi sachi duniya me preet nahi sachi duniya me praan ke mol lutaye, ha praan ke mol lutaye ae preet praan ka mela, laila majnu ka jhamela koi kab tak rahe akela, mausam aaya albela koi kab tak rahe akela, banke chaila albela