SONG: Koi Jab Dard Ka Mara Kabhi Aansu Bahata Hai - कोई जब दर्द का मारा कभी आँसू बहाता है

Koi Jab Dard Ka Mara Kabhi Aansu Bahata Hai - कोई जब दर्द का मारा कभी आँसू बहाता है

LYRICS:
koi jab dard ka mara kabhi aansu bahata hai koi jab dard ka mara kabhi aansu bahata hai zamane se khuda kam hai zamana muskurata hai zamane se khuda kam hai zamana muskurata hai ha hmesha se yahi hota hai is duniya ki mehfil me ha hmesha se yahi hota hai is duniya ki mehfil me tamasha dekhne wala tamasha ban ke aata hai tamasha dekhne wala tamasha ban ke aata hai zamane se khuda kam hai zamana muskurata hai jise dekha usi ne dil dukhaya is zamane me jise dekha usi ne dil dukhaya is zamane me yahi humne to dekha jaha tak yaad aata hai yahi humne to dekha jaha tak yaad aata hai zamane se khuda kam hai zamana muskurata hai