SONG: Koi Dard Hamara Kya Samjhe - कोई दर्द हमारा क्या समझे

Koi Dard Hamara Kya Samjhe - कोई दर्द हमारा क्या समझे

LYRICS:
koi dard hamara kya samjhe koi haal hamara kya jane koi dard hamara kya samjhe koi haal hamara kya jane is dil me kya kya armaa the wo jaan se pyara kya jane is dil me kya kya armaa the wo jaan se pyara kya jane koi dard hamara kya samjhe koi haal hamara kya jane ek aash bandhi thi tut gayi, haye tut gayi haye kismat humse ruth gayi, haye ruth gayi kyu chamka tha kyu tut gaya takdir ka tara kya jane kyu chamka tha kyu tut gaya takdir ka tara kya jane koi dard hamara kya samjhe koi haal hamara kya jane gam ki kaali raate hogi, raate hogi diwaro se baate hogi, baate hogi ae darde mohabbat kya hoga anjam hamara kya jane ae darde mohabbat kya hoga anjam hamara kya jane koi dard hamara kya samjhe koi haal hamara kya jane is dil me kya kya armaa the wo jaan se pyara kya jane koi dard hamara kya samjhe koi haal hamara kya jane