SONG: Koi Chutki Si Mere Dil Me Liye Jaye - कोई चुटकी से मेरे दिल में लिए जाये

Koi Chutki Si Mere Dil Me Liye Jaye - कोई चुटकी से मेरे दिल में लिए जाये

LYRICS:
koi chutki se mere dil me liye jaye jiya bal khaye haye re haye mere naino me ghata banke kaun chaye nain bhar aaye haye re haye agar ye pyar hai to pyar se baz aaye baz aaye agar ye pyar hai to pyar se baz aaye baz aaye na dil hi bas me raha na ham hi unko bhaye na dil hi bas me raha na ham hi unko bhaye haye re haye koi chutki se mere dil me liye jaye jiya bal khaye haye re haye yahi dua hai tera dil bhi kahi aaye kahi aaye yahi dua hai tera dil bhi kahi aaye kahi aaye na din ko kal hi pade na shab ko chain aaye na din ko kal hi pade na shab ko chain aaye haye re haye koi chutki se mere dil me liye jaye jiya bal khaye haye re haye mere naino me ghata banke kaun chaye nain bhar aaye haye re haye