SONG: Koi Chand Koi Tara Dekha Tujhsa Na Pyara - कोई चाँद कोई तारा देखा तुझसा ना प्यारा

Koi Chand Koi Tara Dekha Tujhsa Na Pyara - कोई चाँद कोई तारा देखा तुझसा ना प्यारा

LYRICS:
koi chand koi tara dekha tujhsa na pyara jagmag tujhse duniya hai pyar ki o mere pyar ki kai chand kai tare tere kadmo pe vare mere chanda tujhpe duniya nisar ki o duniya nisar ki koi chand koi tara dekha tujhsa na pyara jagmag tujhse duniya hai pyar ki o mere pyar ki tere mithe mithe bol meri jindagi ka mol tera dil anmol liya ankhiyo se tol tere mithe mithe bol meri jindagi ka mol tera dil anmol liya ankhiyo se tol na hai mehangi na hai sasti daulat tere pyar ki kai chand kai tare tere kadmo pe vare mere chanda tujhpe duniya nishar ki o duniya nishar ki koi chand koi tara dekha tujhsa na pyara jagmag tujhse duniya hai pyar ki o mere pyar ki tere pyar ka ishara mere jine ka sahara chodu sath na tumhara chahe roke jag sara tere pyar ka ishara mere jine ka sahara chodu sath na tumhara chahe roke jag sara jaha tu hai vahi duniya hai mere pyar ki kai chand kai tare tere kadmo pe vare mere chanda tujhpe duniya nisar ki o duniya nisar ki koi chand koi tara dekha tujhsa na pyara jagmag tujhse duniya hai pyar ki o mere pyar ki koi chand koi tara dekha tujhsa na pyara jagmag tujhse duniya hai pyar ki o mere pyar ki