SONG: Koi Bura Kahe Ya Kahe Bhala - कोई बुरा कहे या कहे भला

Koi Bura Kahe Ya Kahe Bhala - कोई बुरा कहे या कहे भला

LYRICS:
koi bura kahe ya kahe bhala mai shadi karne chala are mai shadi karne chala koi bura kahe ya kahe bhala mai shadi karne chala aa haa mai shadi karne chala sansaar me tanha tanha bitegi umariya kaise sansaar me tanha tanha bitegi umariya kaise jiwan ki ye lambi gaadi chalti nahi ek pahiye se ek sathi lekar manzil par abaadi karne chala are mai shadi karne chala koi bura kahe ya kahe bhala mai shadi karne chala are mai shadi karne chala duniya me kuware ko to milta nahi dhundhe ghar bhi jodi jo kahi mil jaye fir fauj bhi hai lashkar bhi sapno ke rangmahal ki ek shahjadi karne chala are mai shadi karne chala koi bura kahe ya kahe bhala mai shadi karne chala are mai shadi karne chala naachegi khushi aangan me dulhan jo chalegi chham se naachegi khushi aangan me dulhan jo chalegi chahm se takdir teri jaagegi tarkeeb samajh le humse tu razi ho to aa pyare main kaji karne chala are mai shadi karne chala koi bura kahe ya kahe bhala mai shadi karne chala aa haa mai shadi karne chala