SONG: Koi Bedard Mere Dil Ka Chain Lut Gaya - कोई बेदर्द मेरे दिल का चैना लुट गया

Koi Bedard Mere Dil Ka Chain Lut Gaya - कोई बेदर्द मेरे दिल का चैना लुट गया

LYRICS:
gham uthane se kahi gham me kami aati hai rone wale tere rone pe hasi aati hai koi bedard mere dil ka chain lut gaya haye dil tut gaya koi bedard mere koi bedard mere dil ka chain lut gaya haye dil tut gaya koi bedard mere ghar se beghar huye ghar se beghar huye haye koi takdeer na thi ghar se beghar huye haye koi takdeer na thi aur kya tha hi bigadi hui taqdeer na thi aur kya tha hi bigadi hui taqdeer na thi na bana haay na bana haay nasiba jo mera tut gaya haye dil tut gaya koi bedard mere mil gaya khak me ashko ka khajana haye mil gaya khak me ashko ka khajana haye beh gaya aankho se beh gaya aankho se hasrat ka fasana haye daaman-e-rakt daaman-e-rakt liye hatho se ab chhut gaya haye dil tut gaya koi bedard mere is tarah dube ke is tarah dube ke tinke ka sahara na mila is tarah dube ke tinke ka sahara na mila ham kinare pe rahe ham kinare pe rahe aur kinara na mila bekhata mujhse bekhata mujhse mukadar kyu mera ruth gaya haye dil tut gaya koi bedard mere koi bedardi mere dil ka chain lut gaya haye dil tut gaya koi bedard mere