SONG: Koi Bechara Dil Ko Khokar Khoj Raha Hai - कोई बेचारा दिल को खोकर खोज रहा है

Koi Bechara Dil Ko Khokar Khoj Raha Hai - कोई बेचारा दिल को खोकर खोज रहा है

LYRICS:
koi bechara koi bechara dil ko khokar khoj raha hai chahat ka mara koi bechara jaise jaise bund bund chand ghulega ankhiyo me ek aur khwab ghulega roshani ki dur dur dhul udhegi dhire dhire raat ka ye raaz khulega ek diwana jaag raha hai sapno ka mara, koi bechara mat jaao os ke shisho se panv na kat jaye mat jaao os ke shisho se panv na kat jaye jara raaho se ye kanch utta lu bairi chandani ki aanch bujha lu mat jaao os ke shisho se panv na kat jaye jhuk gayi hai aankh to salam kiya hoga dil ne sayad hans ke tera naam liya hoga tera naam liya hoga kal kya hoga aaj na jaane raahi banjara koi bechara koi bechara dil ko khokar khoj raha hai chahat ka mara koi bechara