SONG: Koi Bata De Dil Hai Jaha Kyu Hota Hai Dard Waha - कोई बता दे दिल है जहाँ क्यों होता है दर्द वहाँ

Koi Bata De Dil Hai Jaha Kyu Hota Hai Dard Waha - कोई बता दे दिल है जहाँ क्यों होता है दर्द वहाँ

LYRICS:
koi bata de dil hai jaha kyu hota hai dard waha teer chala ke ye to na pucho dil hai kaha or dard kaha jane rat ko aankho se nind kaha ud jati hai jane rat ko aankho se nind kaha ud jati hai apne ghar me gair ko pa kar bechari mud jati hai dil pe aisi kya gujri ghadi ghadi ye gharbaraye dil pe aisi kya gujri ghadi ghadi ye gharbaraye mai to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jaha kyu hota hai dard waha teer chala ke ye to na pucho dil hai kaha or dard kaha jab ho khalish si pahlu me samjho pyar ne kam kiya jab ho khalish si pahlu me samjho pyar ne kam kiya aise pyar ko kya kahiye ke jisne be-aaram kiya koi bata de dil hai jaha kyu hota hai dard waha teer chala ke ye to na pucho dil hai kaha or dard kaha