SONG: Koi Albela Mastana - कोई अलबेला मस्ताना

Koi Albela Mastana - कोई अलबेला मस्ताना

LYRICS:
koi albela mastana ban ban ke diwana, gaya mujhko bana koi kare ab na bahane ek dil pahchane, ek dil ki jaba koi albela mastana chhedo na hame, na satao tumse hame pyaar nahi hain chhedo na hame, na satao tumse hame pyaar nahi hain sunte hain yu hi ulfat me nikle hain nahi se bhi haa ha koi albela mastana ban ban ke diwana, gaya mujhko bana koi kare ab na bahane kin sapno me gum chalte ho jaise koi mauj sharabi kin sapno me gum chalte ho jaise koi mauj sharabi jin sapno me tum ho samaye main wahi mera pyaar jaha aa koi albela mastana ban ban ke diwana, gaya mujhko bana koi kare ab na bahane ek dil pahchane, ek dil ki jaba