SONG: Koi Aata Koi Jaata Hai - कोई आता कोई जाता है

Koi Aata Koi Jaata Hai - कोई आता कोई जाता है

LYRICS:
chhod de man ke bhed bhaav ko tod de jhooti chaar deewari janam maran ke ek taar se bandhi hui ye duniya saari koi aata koi jaata hai koi aata koi jaata hai sukh dukh ke dono paaon par sansaar ye chalta jaata hai koi aata koi jaata hai ek dagar ke ham sab raahi manjil ek humaari are bade chhoto ki duniya basti hai kab naayri jaane phir kyun man ka panchhi maya me phas jaata hai koi aata koi jaata hai koi aata koi jaata hai bhookhe ko roti de apni khud bhookha so jaaye auro ka dukh apna samjhe wo insaan kahaye jo matlab ke liye jiye wo jeete jee mar jaata hai koi aata koi jaata hai koi aata koi jaata hai