SONG: Koi Aah Kare Koi Vaah Kare - कोई आह करे कोई वाह करे

Koi Aah Kare Koi Vaah Kare - कोई आह करे कोई वाह करे

LYRICS:
koi aah kare koi vah kare dunia ka yahi afsana hai koi aah kare koi vah kare dunia ka yahi afsana hai jisko ham apna samjhe the wo aaj hua begana hai koi aah kare koi vah kare dunia ka yahi afsana hai takdir buri jab hoti hai saya bhi juda ho jata hai takdir buri jab hoti hai saya bhi juda ho jata hai saya bhi juda ho jata hai jiski tufan me kashti ho ab uska kaun thikana hai koi aah kare koi vah kare dunia ka yahi afsana hai jis pyar ke gulshan ko hamne apne aasu se sicha tha jis pyar ke gulshan ko hamne apne aasu se sicha tha apne aasu se sicha tha haye pyar wahi apna na hua kitna bedard jamana hai koi aah kare koi vah kare dunia ka yahi afsana hai