SONG: Koi Aa Gaya - कोई या गया

Koi Aa Gaya - कोई या गया

LYRICS:
koi aa gaya man bha gaya koi naino se naina mila gaya koi aa gaya man bha gaya koi naino se naina mila gaya ho asha ki nagari me main so rahi thi sapno ki godi me khush ho rahi thi ho koi chu kar mujhe jaga gaya koi chu kar mujhe jaga gaya man bha gaya koi naino se naina mila gaya koi aa gaya man bha gaya koi naino se naina mila gaya rain andheri gai doobe sitare koi pujari aaya mandir ke duware ho usko pujarn bana gaya ho usko pujaran bana gaya man bha gaya koi naino se naina mila gaya koi aa gaya man bha gaya koi naino se naina mila gaya goonj uthi goonj uthi shahnaai pyar ki naino me aai ho masti bahar ki naino me aai ho masti bahar ki koi prano me aake sama gaya man bha gaya koi naino se naina mila gaya koi aa gaya man bha gaya koi naino se naina mila gaya