Kitnee Jalim Hai Yeh Duniya - कितनी जालिम है ये दुनिया
LYRICS:
kitni jalim hai ye duniya
phunk dala ghar mera
jal gaya sara chaman hamara
bejaban dekha kiya
jis tarah se ham barbad huye
aisa bhi koi barbad naa ho
aisa bhi koi barbad naa ho
jis tarah se ham barbad huye
aisa bhi koi barbad naa ho
aisa bhi koi barbad naa ho
dil ki basti is tarah se lut gayi ek bhul se
jis tarah khushbu juda ho jaye najuk phul se
hay duniya kya tujhe yu hi mujhe behalana tha
hay duniya kya tujhe yu hi mujhe behalana tha
khwab tha jo kuchh ke dekha jo suna afsana tha
jis tarah se ham barabad huye
aisa bhi koi barabad naa ho
aisa bhi koi barabad naa ho
jis tarah se ham barabad huye
aisa bhi koi barabad naa ho
aisa bhi koi barabad naa ho