SONG: Kitne Sitam Kitne Hi Gham, Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum - कितने सितम कितने ही गम, भूल गये हाय तुम्हारे लिए हम

Kitne Sitam Kitne Hi Gham, Bhul Gaye Haye Tumhare Liye Hum - कितने सितम कितने ही गम, भूल गये हाय तुम्हारे लिए हम

LYRICS:
kitne sitam kitne hi gum bhul gaye haye tumhare liye hum bhul gaye haye tumhare liye hum kitne sitam kitne hi gum bhul gaye haye tumhare liye hum bhul gaye haye tumhare liye hum tumne banaya dil ko nishana hamne juba se kuch bhi kaha na tumse to pyar hai dil ko karar hai apni kasam kitne sitam kitne hi gum bhul gaye haye tumhare liye hum bhul gaye haye tumhare liye hum jabse hai dil ko chaah tumhari tumne na puchi baat hamari itna garur kya, dil ka kasur kya bolo sanam kitne sitam kitne hi gum bhul gaye haye tumhare liye hum bhul gaye haye tumhare liye hum ab to mila lo hamse nigahe tum hame chaho, ham tumhe chahe bas dil ki baat ho, hatho me haath ho bahke kadam kitne sitam kitne hi gum bhul gaye haye tumhare liye hum bhul gaye haye tumhare liye hum kitne sitam kitne hi gum bhul gaye haye tumhare liye hum bhul gaye haye tumhare liye hum