SONG: Kitabi Chehara Gulabi Aankhe - किताबी चेहरा गुलाबी आँखे

Kitabi Chehara Gulabi Aankhe - किताबी चेहरा गुलाबी आँखे

LYRICS:
kaha se layi ho janeman ye kitabi chehra gulabi aankhe kaha se layi ho janeman ye kitabi chehra gulabi ankhe kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hai wo sarabi aankhe kaha se layi ho janeman ye ye kitabi chehra gulabi aankhe kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hai wo sharabi aankhe kaha se layi ho janeman yahi wo aankhe hai jinke moti chamak rahe hai samundro me yahi wo chehra hai pujte hai yahi wo chehra hai pujte hai jise pujari bhi mandiro me chaman me karti hai roj sabnam kali kali se tumhari bate kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hai wo sharabi aankhe kaha se layi ho janeman najar ye kahti hai tumse milkar kabhi na tumse najar hatau tumhari surat hi samne ho tumhari surat hi samne ho tumhi ko bas dekhta hi jau yuhi gujaru mai jindagi ke tamam din or tamam rate kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hai wo sharabi aankhe kaha se layi ho janeman ye kitabi chehra gulabi aankhe kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hai wo sharabi aankhe kaha se layi ho janeman