SONG: Kissa Hota Hai Shuru Paaki Ishq Rangin, Naam Amir (Part 1)

Kissa Hota Hai Shuru Paaki Ishq Rangin, Naam Amir (Part 1)

LYRICS:
kissa hota hai shuru paak ishq rangun naam ameer damishq ke the ek takht nasheen nek bashar the shaah aur raiyat per nek nazar thi nek bashar the shaah aur raiyat per nek nazar thi tha ek kaif azhad ulfat jiske uper thi the sultaan sardaar ek sultaani thi unke naazo ki paali pyaari laila dukhtar thi kahu kya ishqbaazi ka nirala hi fasaana tha kahu kya ishqbaazi ka nirala hi fasaana tha aa ye alhadpan mein wo dono ladakpan ka zamana tha aake maktam mein aapas mein taak aur jhaank rehti thi yahi tha shahal rozaana ka padhne ka bahana tha dili ulfat thi do jaanib na ik tarfa mohabbat thi fida thi kaif per laila wo laila per deewaana tha aji ek baat bhi ye hairat e angez thi ee ee kaisee mijaaz e kaif bachpan hi se yaaro aashiqana tha main sunaati hun ik maajraa-e-ajab qais tumse hai bilkul sharam hi nahin hai mohabbat bahut kuch bhi tumse mujhe fark is mein tumhaari kasam bhi nahi hai mohabbat bahut kuch hi tumse mujhe ae teri baanki adaa pe main khud hun fida apni chaahat ka dilbar bayaa kya karu yehi khwaahish hai tum mujhko dekhaa karo yehi khwaahish hai tum mujhko dekha karo aur dil-o-jaani main tumko dekha karu yehi khwaahish hai tum mujhko dekhaa karo kya haqeekat judaai ki zaahir karun badi mujhko bhi jo bekaraari rahe bhulti yaad pal ko nahi jhulti meri aankho mein surat tumhaari rahe bhulti yaad pal ko nahi jhulti ye rab meri tumse hai maah-e-naqaab dil lagaake na dil ko hata lena tum bewafai na karna kabhi bhul kar bewafai na karna kabhi bhul kar gar mohabbat karo to nibha dena tum bewafai na karna kabhi bhul ke ae ae