SONG: Kisne Mujhe Sada Di Kisane Mujhe Pukara - किसने मुझे सदा दी किसने मुझे पुकारा

Kisne Mujhe Sada Di Kisane Mujhe Pukara - किसने मुझे सदा दी किसने मुझे पुकारा

LYRICS:
aa o kisne mujhe sada di kisne mujhe pukara awaz dene wale awaz de dobara maine tumhe sada di maine tumhe pukara tum arzu ho meri mai khwab hu tumhara har sham jgamagaye taro bhare gagan mein har subah muskurau phoolo bhare chaman mein bankar diya jalu main beor anjuman mein mujhko na dur samjho main hun tumhare man mein karti nahi tamanna dil se kabhi kinara tum arzu ho meri mai khwab hu tumhara